Namaaz me hawa nikalne ka khadsha

Q: Mujhe ye poochna tha key eid ki namaaz me agar wuzu tootney ka khadsha ho pehli ya doosri rakat me hawa nikalney ka aur aap usey rokle lekin wo kai baar andar rukti he baahar nahi to kya hamaari namaaz ho jayegi?

A: Agar hawa nahi nikli to namaaz hogai.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)