Peshaab ke qataraat har wat nikalna

Q: Me ayk mazoor hu. Muje peshaab ke qataraat hamesha tapak te rehte he. Mera sawaal ye he ke jab me istinjaa karne ke baad qatro ko paani se dhowta hun aur usse tissue se saaf karleta hun, lekin meri bimaari ki wajah se qatra hamesha nikalta rehta he aur istinja ke baad, usse paani se dhone ke baad bhi qatra fowran nikal aata he, to aap muje bataye ke me istinjaa karne ke baad unhe dhone ke baad keyse saaf karu?

A: Agar har waqt peshaab ke qataraat nikal rahe he, to aap ma'zoor he. Aap ussi haalat me namaaz parhle. Uske nikalne se aap ka wudhu nahi tootega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)