Mayyit ghar me le jane ke bad ijtimaai dua

Q: Kya farmaate he muftiyane kiram is masale me mayyit ke ghar se le jane ke bad ya mayyat ghar mei, aurte ghar me jamaa hoti he aur idher udher ki bato me mashgul hoti he to kya us waqt aurto me se hi koi aurat ijtimai duaa-e-magfirat karaye to kya iski shariat me ijazat he? Koi kehta he ke ye bidat he. Baraye karam rehnumai farma kar mamnun farmaye.

A: Ayse mouqa par ijtimaa`i du`aa sunnat me se nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)