Fajr ke ba'd nafil namaaz parhna

Q: Fajar ke baad makrooh waqt me nafil namaaz agar bhool kar parliya to iske baare me wazaahat kare.

A: Fajr ke ba'd nafil namaaz parhna jaaiz nahi he. Agar kisi ne nafil namaaz parhi, to wo towbah kare owr aainda is se parhez kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)