Talaba se hadyah lena

Q: Me bachon ko deeni taleem deti hu aur quran pak parhati hun. Kabhi kabhi talbat apni khushi se mere lye tohfe lekr aati hen, to kia unse lena jaez he? Ya is se deeni taleem prhany ka sawab kam hojaega? Aur koi quran pak pura hone par kisi kism ki gift ya mithai dy to kia wo be leni chahye?

A: Agar aapko koi hirs aur ummeed ne ho aur khwahish ne hone ke baawajood woh tuhfe laate he to lena durust he.

Oopar ki tarah.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)