Gaari ku kiraaya par lene ke bad paisa ada nahi karna

Q: Mera sawal yeh hai ke jab me 10th me parhta tha to me ne aik gari wale ko kiraya ni diya jo ke 30 rupees tha wo mujhe kehta raha magar me ne usse nai diya magar ab wo ni mil raha ab iss ka kaffara kaisay ada kiya jaye. Issi tarha waada khilafi ka kiya kaffara hai?

A: Unse milne ki kowshish kare. Lekin agar kowshish ke bawujood un se aap nahi mil sake, to aap us paise ku sadaqa me de us ki taraf se.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)