Rusoom aur riwaaj

Q: Mere chacha ka inteqal 13 ko hua and meri behen ka rasam 18 ko fix tha, par ab 20 ko rakhe qu ke saata karne ke baad karna bolre bade log. Meri chachi ghalat sonch ki hai. Unka kch lafda tha aur wo mere chacha ko paise nai lagare the aur apne bhaiyo se poochre the. So aise me kch log bolre bewa ki badwa lagegi kare to. Jab k mere waalid ki koi ghalti hi nai hai. Aise me agar rasam kre to kuch bura to nai hoga na? Aur kya mehendi lagana theek nai hoga? Please mujhe jald se jald jawaab dijiye.

A: Rusoom aur riwaaj se door rehna chaahiye. Jahaa tak ho sake sunnato par amal kare. Sunnato ko chor karke rusoom ka paabandi karna bari mahroomi ki baat he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Labels: