Kapro par mani lag jaana

Q: Agar kapro par mani lag kar khushk ho jaai to khurachne se kapra paak ho jayega yahan tak ke mani aik taraf se jazb ho kar doosri taraf zahir ho jai, ya dhoone se hi paak ho ga kapraa?

A: Agar mani itni patli he ke paani ki tarah kapre ke andar jazb hogaya, to paani se dhona zuroori he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)