Namaaz me idhar udar dekhna

Q: Me jis Imaam ke peeche namaaz parta hu wo namaaz me dekte he. Mene dekha he unhe sunnat waghaira parte waqt to kya is imaam ke peeche hamaari namaaz hogi?

A: Namaaz me agar koi aadmi aank ke kinaare se idhar udar dekhe, to ye bilaa zuroorat makrooh he aur namaaz ke khushoo ke khilaaf he, lekin namaaz nahi tootegi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)