Makkah me rone ki koi kaifiyat nahi

Q: Mare sawal hai mai makka gaya hn per mari wo khefeeyat nhe hai jaise k logon se sunna k jab ap khan-e-kaba ko deakte hain tu roone lag jate hai per mari koi bhi is kheffeyat nhe hoi please mari rahnomai farmai.

A: Aap fikr ne kare. Namaz ku waqt par parhe aur mushtabah cheezo aur ghunaaho se parhez kare. Har waqt aankh, kaan, dil aur zabaan ku ghunaaho se bachaaye. Allah Ta'ala aap ki ibaadaat qubool farmaaye.  

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)