Namaaz me reeh ku rowkna

Q: Namaaz mukammal karne ke liye reeh khaarij hone ko roka ja sakta he? Kya is tarah wudhuz qaaim rahe ga ya nahi?

A: Agar namaaz ke dauraan me ye baat pesh aayi aur aap ne reeh rok di, to wuzu aur namaz nahi toot gaya.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)