Sirf Muhammad naam rakhna

Q: Kia khali Muhammad naam rakha ja skta hy? Is may koi gustakhi ka ehtamal to nahi? Jesy is naam k bachay ko ghussay may agr koi nazaiba lafz keh dia jye ya agar Muhammad naam rakhna hy to sath may koi or nam b laga lain. Log aksar ghussay may kisi naam ki parwa kiay baghair gali b nikal dety hen ya osay bigar k boltay hn. Agr bachay k liay mannat maan li jye k es ka nam Muhammad hoga to sath may koi or lafz b laga lain?

A: Rakh sakte he lekin agar usku daantne ki zuroorat ho, to us ku bete kehkar daanto. Muhammad ka naam lekar ne daanto.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: 
Labels: