Niyyat ke beghair namaaz parhna

Q: Agar koi shakhs kahe ke niyyat na karne se amal me koi faraq nahi parta masalan ke namaaz me niyyat na bhi karo to koi baat nahi ke Allah jaanta he ke kon si parh raha he or kis ke liye parhraha he aise ke baare me kya hukam he?

A: Niyyat ke beghair namaaz nahi hogi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)