Namaaz ghalat rukh ki taraf parhna

Q: Hum log anjaane me qible ka ghalat rukh karke namaaz parh rahe the abhi humne sahi rukh karke namaaz parh rahe he to hum apni ada ki gayi namaaz ko durust karne ke liye kya kare uske kaffaare ke liye? 

A: Agar taharri ke ba-ghair ya kisee se pooche ba-ghair namaaz ghalat rukh ki taraf parhli to namaaz ko duhraana chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)