Fardh namaaz ko khaawind ki wajah se muakhkhar karna

Q: Meri waalidah keti he agar showhar biwi ko kahe ke namaaz mat parho mera kaam karo pehle to biwi ko uska hukam maanna hoga namaaz chorke ye maqaam he showhar ka? Kya ye saheeh he Islam me?

A: Pehle fardh namaaz parhle. Fardh namaaz ko khaawind ki wajah se muakhkhar ne kare balke usko uski waqt par parhe phir khaawind ki baat sunle.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)