Namaaz me satar ko daampna

Q:

1. Baraaye meherbaani bata dijiye ke hath se neeche kitne inch baazoo ka hisa aur gardan ka or gardan se neeche gale ka hissa or kaan ka kitna hissa nazar aaye to namaaz nahi hoti?

2. Ayk aysi chadar jis me se bohat halka sa jism nazar aye or jism ke rang ki samaj na aye ke nazar aaraha he ya nahi ya bohat halka nazar aye to kya is kapre se namaaz ho jayegi?

A:

1. Aurat poora sar ko daampna chaahiye gale samet. Baazo ka daampna dharoori he. Mahaz hatheli aur chehra agar kula huwa ho to koi haraj nahi.

2. Aysa kapra nahi pehenna chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)