Ilm-e-ghaib kisi se phoochna

Q: Kya aap zaicha bana kr pls bata sakte hain keh mere kam aur karobar ke halat kb tk theek ho gey... aur mera sitara kon sa hai...

A: Ye sab be asal cheeze he. Islam me uski koi jaga nahi. Ghayb ka ilm to Khuda Ta`ala ke saath hee he. Khuda ke alaawa ghaib ka ilm kooi nahi jaanta. Kissie se is tarah poochna haraam he. Us se taubah karna chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: