Istinja ke waqt kahaa tak dhowna?

Q: Me jab bhi peshaab karne jati hoon to peshaab karne ke baad kamar tak na dhoke namaaz parne se mere man ko sukoon nahi milta, me kya karu?

A: Istinja ki jaga dhowna kaafi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)