Oral sex

Q: Meri shadi ko 2 saal honay walay hain or koi bacha nahi hai or 6 mahenay se lady docter se apni bv ka ilaj kar wa raha hon par koi faida nahi hoa abb meri bv humbistari kai liye bhi jaldi nahi tiyar hoti jab tak uski sharmgah ko kuch na karon or WO mujhay apnay sharmgah par mon lagnay ko kehti hai or mujhay majbooran karna padta hai q kai jab tak husband and wife mil kai humbiatari na karay to koi faida nahi hota or mujhay ulad kai liye ye karna padta hai to mujhay batain mai kiya karon

A: Is jagah par muh rakhna bohot ganda kaam he. Us se sakhti se ihtiraaz kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)