Talaaq ke ba'd iddat me bethna

Q: Mere chote chacha ke 5 bache hn jinme 2 doodh pite bache hn. Chote chacha ki biwi ghar se bhaggai hn kisi or ladke kepas apne 2 doodh pite bache ko lekar. Ab hamare chacha apne susral me kerae hn or kehte hn mene divorce dedi h apni bivi ko. Muje ye bataen shariat ke hawale se unhone jo divorce di h wo qabool h ya nai kyunke unki bivi hamari chachi to iddat me bi nai bethi kyunke talaaq ke bad iddat me to betna parta hai na? Wo bs bhaggai ghar se n koi contact nai h ab?

A: Iddat me apne makaan ke andar rehna dharoori he. Makaan se baahar nikal jaana bohot bura he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)