Do wazifah ek saat parhna

Q: Mujhe ye jaanna hai ki hum do wazifa ek sath kr sakte hai? Ek maqsad ho ya dono alag? Is ka koi ulta asar to nai hoga na? 

A: Agar alfaaz saheeh ho aur niyyat aur aqeedah bhi saheeh ho aur jis maqsad ke liye wazifa parh rahe ho wo bhi jaaiz he to aap parh sakte.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: 
Labels: