Burhi waalida hajj nahi kar sakti to kiya kare?

Q: Meri walda ki umar 78 saal hai mai bewa hoon mera aik beta haijis ki umar 13 saal hai mai apni walda or bete ke saath haj ka fareeza ada kerna chahti hoon waalda bohat beemaar hain.haj ke tamam.arkaan kese ada karen gi samajh nahi ata.barae meharbaani mashwara denn.

A: Agar unse hajj nahi ho sakta kamzori ki wajah se to unki taraf se hajje badal ka intizaam karde.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)