Zakaat dena aur mustahiq ko na kehna ke ye zakaat he

Q:

1. Meray pas aik tola sona ka set h ha or sath ma raqm 40000 lakin agar wo set ami ko da dun k wo bad ma shadi k zavar k sath utna or bna da gi jitna set dun gi to kia phir muj pa us set ki zakat ho gi kiu k meray pas pasay hn or bad ma muja us ki jaga or set shadi k set k sath bna k bhi dena h?

2. Agar ma zakat ki niyet se pasy kisi mustahiq ko pohchanay k liye kisi ko dun k ye pasay ap usay yani mustahiq ko da den lakin ma dono ko na btaon k ye zakat h to kia ada ho jaye gi?

3. Kia is tarha malik bnanay ki shart poori ho jaye gi ?

A:

1. Agar aapki waalidah ki milkiyyat me woh zewar sona waghayrah daakhil hogaya to unki milkiyyat kahi jaayegi aur jiski milkiyyat kahi jaayegi to usko zakaat dena dharoori hoga agar woh doosre maal se mil karke nisaab ke ba qadar ho.

2. Jee haa.

3. Jee haa.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)