Azaan ke waqt baitul khala me jaana?

Q:

1. Azaan ke waqt baitul khala me jasakta he ya nahi?

2. Maghrib ki azaano ke waqt agar baitul khala jana ho to azaan ke baad jana chahiye ya azaan hote waqt chale jaye or agar azaan ke baad gaye phir wudhu karke namaaz padhne gaye to namaz ki rakate nikal jaegi to is soorat-e-haal me kya karna chahiye?

A:

Jaa sakte.

Ussy waqt jaaw taake aap namaaz ku jamaat ke saat milsakenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)