Jumuah namaaz me kitne sunnate he

Q:

1. Jumma ke farz namaaz ke phele chaar rakaat sunnat-e-muakkadah he kya?

2. Farz ke baad me kitni rakaat parna zaroori he?

A:

1. 4 rakaat sunnat-e-muakkadah he.

2. Farz se pehle 4 rakaat aur farz ke bad 6 rakaat, (pehle 4 rakaat parhi jaaye phir us ke bad 2 rakaat parhi jaaye).

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)