Aurato ke liye ghar me jumuah namaaz parhna

Q: Jaisa ke juma aurat par farz nahi he aur juma ke liye khutba shart he to kuch aurate ghar me bhi juma parh leti baghair khutbe ke to kya unki juma ho jaigi?

A: Har giz nahi ho sakti he. Unko zuhr parhni chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)