Faasiq aur bid'ati ke peeche namaaz parhna

Q: Kya faasiq or biddati ke peeche namaaz padhna saheeh he yani kya namaaz hojati he ya nahi?

A: Makrooh he. Agar bidati ka aqeedah kufr ki had tak pohonch gayi ho to uske peeche namaaz parhna durust nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)