Zer-e-naaf ke baal nahi kaatna

Q: Agar koi pubic hair shave nahi karta aur ghusl karte waqt usko pubic hair main paani pahonchaate waqt particles rehte hai aur use lagta hai ke shayad aur particles hai aur wahan ghusl ka paani nahi pohonchraha hai kya aise ghusl valid hoga.? 

Note: Woh pubic hair isliye nahi nikalrahe hai

1. Usko tareeqa nahi aata aur woh unke mom se poochhne mein shame feel karte hai

2. Us shaks ko waswaas bhi hai toh use kya karna chaahiye?

A: Ghusl to hochuka.

Kisee aurse maloom karle. Shariat ke masaail me sharmaana aur ne poochna bohot buri baat he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)