Takhmeena laga kar qazaa namaaze ginna

Q: Me paanch waqt ki namaaz padhta hu or padhta tha aur kabhi kabhi namaaz qaza bhi hojati thi aisa karke meri bohot namaaze qaza ho chuki he yaad nahi kitni qaza huwi he to ab me qaza kaise or kitni parhu?

A: Takhmeena lagaade ke konsi aur kitni namaaze qaza hogayi. Jo bhi ghaalib-e-gumaan ho usko mahfooz karlo aur jald az jald poora karne ki koshish karo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)