Fajr ki sunnate fardh ke ba'd parhna

Q: Kya fajar ki farz namaaz ke baad sunnat-e-muakkadah parh sakte he? Agar nahi to kyu jaise ke zuhr ke farz ke baad bhi sunnat-e-muakkadah parhte is me kyun nahi?

A: Nahi. Tuloo` aaftaab se pehle parhna durust nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)