Musaafir ayk sheher me do jaga rehna

Q: Me Lahore main kaam karta hu aur Lahore me hi hukoomat ki taraf se diye huwe ghar me rehta hu. Meri waalida kuch din ke liye mere paas rehne aai he. Wo aat din mere paas rahi phir mere dusea bhaai ke paas isi sheher me aat din rahi phir mere paas aagayi he. Ab un ka iraada che din mazeed mere paas rehne ka he. Phir waapas gaon chali jaengi. Ab yahan wo poori namaaz ada karegi ya qasar namaaz ada karegi?

A: Agar dono jageh eik hee shumaar kya jaata ho to woh poori namaaz parhlegi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)