Qasam ko torna

Q: Phlay main us insan se naraz thi bht baat b nai karna chahti thi but aapi se baat kartay huay main ne kasam utha li wo b Allah Paak ki k ab unse baat nai krungi. Main tens thi bht kaifiyat ka nai pata meri but main bht zada tens thi. Mjhe batain kia wo kasam jaiz hai agar jaiz hai to kia kafara hoga?

A: Agar kisee dunyawi nuqsaan ki wajah se ya zaati nuqsaan ki wajah se qasam khaaye to qasam tor kar ke kaffaarah adaa kare. Unse baat cheet karna shuroo kardo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)