Namaaz jaane ke liye bahaana karna ya jhoot bolna

Q: Kya haalat e majboori me jhoot bolna jaiz hain or meri majboori eysi he ke namaaz ko jana ho or kisi wajh se na ja paye lekin agr kuch bahana ya jhoot bolen jaskte he to kya esa kar sakte he.

A: Bahaana karke namaaz keliye janaa chaahiye. Namaaz se rokna ye zulm he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)