Namaaz me tasbeehaat wa ghaira na parhna

Q: Mujhe poochna he ke namaaz parhne ki himmat na ho to aesa kar skte he ke jo namaaz parh raha he us ke saath bas khare ho jayen yani zaban se kuch na parhen. Bas us ke saat rukoo, sujood kare. Kya ye jaaiz he?

A: Jin du`aao ka parhna dharoori he usko chor nahi sakte. Baaqi du`aao ko ne parhe to ye sunnat ke khilaaf he agar che namaaz ho jayegi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)