Meeraath

Q: Ek ghr meray nana k nam ha abi tak or unki death k bad abi tak takseem nahi hua. Nana k 3 betay aur 4 betiyan thien. Jin me sy ek beta or beti fot ho gi ha. Betay ki koi olad nh thi, aur beti ki 3 betain or 2 betay hain. To jis beti ki death hogi ha usy nana k ghr sy hisa milay ga ya nahi? aur agar milay ga to uski agy sy kia takseem hogi?

A: Agar ye bethi nana se pehle mar gayi to uske aulaad kuch nahi milte.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)