Bohot ziadah qasam torne se kitna bar kaffarah dena?

Q: Agr zindagi main Allah ki bht ziada kasam khai hun aur puri na kr sky to aik hi bar kaffara de skty hyn ya hr kasam ka elahida kafara hy?

A: Har qasam keliye alaahidah kaffarah he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)