Zuhar ki sunnate fardh se pehle nahi parhi to kab parhi jaye?

Q: Agar zuhar ki sunnate farz parhne se pehle nahi parhi to kab parhi jayegi, chaar farz ke baad ya nafil ke baad? 

A: Pehle zohar ki do sunnat parhe phir zohar ki chaar sunnat parhe phir akeer me do nafil parhe.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)