Sunnat ghair muakkadah me attahiyyaat ke ba'd durood shareef parhna

Q: Sunnat-e-muakkadah yani zuhr ki chaar sunnat me do rakaat ke baad jab qadah karte he to sirf attahiyyaat parhte he! Lekin mere kuch saathi kehte he sunnat-e-ghair muakkadah yani esha ya asr ki chaar sunnat me do rakaat ke darmiyaan me attahiyyaat ke saath durood shareef bhi parhenge kya? Is ki wazaahat karde.

A: Sunnat ghair muaakadah me durood ka parna bhi jaaiz he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)