Allah Ta'ala se wa'dah karna

Q: Agar kisi na Allah sa wada kia hua ho to kiya Allah Ta'ala sa kia hua wada kafarah ada kar k wapis lia ja sakta ha ya nhi?

A: Wa`dah ko jaha tak ho sake poora karna chaahiye. Illa ye ke koi aadmi aajiz wa majboor ho jaaye ya uske khilaaf karna behtar ho to usko torna durust he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)