Masbooq kab sana parhe?

Q: Agar namaaz ki ayk rakat qaza hogayi to sana kab parhi jaaye, aur jab aakhir me us rakaat ko poora kiya jaye to surah bhi parhna hota he?

A: Jab imaam ke salaam ke bad wo khara hojaai us faut shuda eik rakaat poori karne ke liye to wo sana parhega phir surah faatiha aur surah bhi parhega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)