Musjid ka paisa ko istimaal karna

Q: Hamare paas masjid ki kuch rakam thi jise masjid ke yani Allah ke ghar ke liye kisi ne diya tha. Hamne wo rakam bohat majboori aane par istimaal kiya is niyyaat ke saath ke jaise doosre paise jama ho jayenge wo paise me waapas doongi. Kya aisa karna gunaah ya haraam he? Aur aaj wo paise bhi aagaye or me ne dediye.

A: Ye to ghalat baat he. Fowran ye paysa waapis kar dena chaahiye. Allah se tauabh kare. Aysi baat har giz nahi karna chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)