Likhwane ke beghair qarz dena

Q: Agar main kisi ko trust ki bina pay qaraz begair mudat fix kary aur begair likhwaye day dun tu kia mujy iska gunah ho ga Allah ka kia hukam hai is pay main gunhagar tu nai o raha. Q k main nay bohat logo ko aisy begair likhwaye qaraz dy dia hua hai.

A: Koi gunah nahi balke agar saheeh niyyat ho to qardh ka thawaab bohot ziyaadah ho. Sadqah se bhi ziyaadah he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)