Haiz ki haalat me biwi se faaidah utaana

Q: Haiz k dinon main ager shohar apni biwi k sath laitay aur us k sath boss o kinar bhi karay. jism par kapray hona k bawajod woh farigh ho jie aur ab yad bhi na ho k exact kon si jaga par ragar ki wajah sa kharij howa hai. tou us surat main kia kiya jie.

A: Biwi ke badan me se naaf se lekar ghutno tak ki jaga haiz ki haalat me showhar ke liye haat lagaana owr faaida uthaana jaaiz nahi he. Agar biwi ke badan ke is jagah ke oopar kapra tha, aur kapre ke oopar shohar ne faaida uthaaya, to jaaiz he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)