Police ki nokri karna

Q: Kya Islam me police ki naukri karna jaiz hai ya nahi?

A: Agar na insaafi, zulm, rishwat lene se bachta ho aur na jaaiz kaamo me mubtala ne ho, balke jaaiz kaam kare, logo ko zulm se bachaai, to ye naukri jaaiz hogi aur us ki kamaai halaal hogi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)