Kiya jumerat ke roz sadaqah dena afzal he?

Q: Kiya sadaqah/khairat jumerat wale roz karna ziada afzaliat ka baais hai, ya aam dinon ki tarah ka hai aur kabhi bhee kar sakte hain?

A: Nahi. Ye aam dino ki tarah he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)