Sajdah sahw ka tareeqa

Q: Kiya sajada e sahw ka tariqa ye h k aap namaaz k akhir main bina salaam pehry do sajde krein aur salam pehrein? 

A: Tashahhud ke bad daye taraf pher karke salam kare aur phir do dafa sajdah kare aur phir qadah me beth karke tashahhud parhle, durood ebrahim aur dua parhe, aur phir dono taraf salaam phere.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)