Birthday manaana

Q: Kiya apni ya kisi ki birthday manaana shariat me jaaiz he ya nahi? Mera ayk colleague he jo kehta he ke kisi ka dil khush karne ke liye manaana chahiye.

A: Birthday manaana, ye musalmaano ka tareeqa nahi he, ye kuffaar ka tareeqa he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)