Motor ki paani kapro par lag jaana

Q: Hamari ek motor thi. Us me gutter ki boo shamil ho gayi thi. Gutter sath hone ki wajah se paani bilkul saaf hota tha lekin boo aati thi us motor ki pumping ukhaarte waqt wo pani kapro pe aagaya tha kaafi sara. Is tarah ki soorat e haal mae un kapro se namaz jaiz ho gi ya nahi?

A: Agar woh paani napaak tha to kapra napaak he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)