Shohar ke intiqaal ke bad iddat

Q: Meri behan ke husband fout hogaye he. Meri behan aur unke husband me naarazgi thi aur is wajah se wo 8 saal tak ek doosre se nahi mile. Husband ghar ko chor kar chala gaya tha magar 8 saal baad wo fout hogaya.

Kiya is surat me meri behan par iddat faraz he?

A: Jee ha. Alag rehne se nikaah nahi toota he. Lihaaza us ke shohar ke intiqaal ke bad us par iddat waajib he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)