Aurato ke liye kin kin jagho se baal hatana jaiz he?

Q: Aurato ke liye kin kin jagho se baal hatana jaiz he? Me ne ek jagah parha he ke aurat sirf sharamgah ke baal hataye 20 din ke bad aur baghal ke baal hatane ka hukam nahi aurat ke liye.

A: Baghal ka baal hatana aur saaf karna bhi dharoori he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)